Contents
Female Singer Of Bollywood
Bollywood music Ka Naam Liya Jaye Or Bina female Singer Ke Ye Kuch Adhura Adhura Lagta Hai
Har Saal Bollywood me 50 Most Grossing Movie Me 40% Jaydaa Gaane Female Playback Singer Ne Gya Hota Hai Koi Bhi Movie Utha Kr Dekh Lejiye Usme Female Singer Ki Gaane Apko Jarur Mil Jayenge
Phil Bollywood Me Female Singer Lata Mangeshkar JI Thi Jinhone Bollywood Ko Countless Hit Song Diye Or Music Ko Ek Alag Level Pr Le Gye Firr Dhire Dhire Waqt Badla New Female Singer ki Bollywood Me Entry Hui Chassical song Chhod Kr Pop Song Gaane Ka Chalan Chlau Ho gya
Uske Baad Party Song Or Hip Hop OR Panjabi Ko Mix Kar Ke Kuch Alag Gaane Laye Gye Jaisa Aap Neha Kakkar Or Jasmin Sandle Ko Gaano me Dekh Sakte Hai Ise BichBollywood Ko Baohut Talanted Singer Mile Jinohne Bollywood me Khud Ke Talent ko Proof Kiya Or Bataya Ki Vo Bhi Kise Se Kam Nhi Hai or Apni Jagha Bollywood Ki Top Singer Ki Roop Ke Fixx Kr Li
Aye Jaante Hai Kuch Ayse He Female Singer Of Bollywood
Lata Mangeshkar
Indian Best Legendary Playback Singer Lata Mangeshkar Ji Jaise Singer Century Me Baar He Hota Hai Inka Janm 28 June 1929 Me Hua Tha Lata Ji Singer Asha Bhosle, Usa Mageshker, Hredyanath Mangeshkar Badi Bahan Hai
Inki Career Ki Suruwat 1942 Me Hui Tha Our 7 Generation Tak Unke Singing Ka Safar Aya
Lata Ji Ne Apne Career Me 1,000 Se Jydaa Gaane Solo Gaaye hai Hindi Ke Alva Lata Ji 20 Or Language Me 25000 Se Jydaa Gaane Gaaye hai Unki Mother Language Marathi Or Hindi Hai Inko Indian Cinema Ki Tarf Se DaDa Sahab Falke Award Bhi Mila Hai Ye Award Jeetne Wali Phle Female Singer Bhi Bani Jo Unko 1989 Me Mila
1974 me Lata Ji KO Bharat Ratan Se Samanite Kiya Gya Or Inko Naam Genis Book Of Record Me Sabse Jydaa Gaane Record Krne Ki Leye Darj Kiya Gaya Lata Ji Ne Solo, Deo, Koras Milake 25,000 Se Jydaa Gaane Gaaye The Jo 25 Se Jydaa Laguage Me Hai
Neha Kakkar
Bollywood Ki Present Top Singer Me Se Ek Neha Kakkar Jinke Gaane Aaj Kal Baohut Jydaa Chl Rhe Hai 6 June 1988 Me Rishikesh Uttrakhand me Paida Hui Ise Singer Ki Family Me Inki Badi Bahan Sonu Kakkar Or Bhai Tony Kakkar Dono Singer Or Music Director Hai Apko Bta De Ki Tony Kakkar Apne Career Se Phale Music Director Ke Role Me Neha Ke Sath Kaam Krte The
Neha Kakkar Ko Bachpan Se He Singer Banaa Cahti Thi Jiske Chlte Vo Uttrakhand Se Delhi Ayi Or Yaha Pr Indian Idol Me Select Hui Indian Idol Ke 5 Saal Baad Bhi Unko Koi Kaam Nhi Mila
2008 Me Neha Ka Phla album Launch Hua Jiska Naam Tha Neha – The Rock Star Meet Bro ne Ise album Ko Louch Kiya Jisme Neha Ne Kuch Romantic Gaane Gaaye The
Uske Baad Neha Ne Second Hand Jawani Song Gaya Jo Logo Ko Baohut Pasand Aya
Uske Baad Neeha Ne Kannad Movie Thmaashu Ke Title Track Ko Master Saleem Ke Sath Mil kr Gya Or Jisko Kaafi Pasand Kiya Gya OR unko Iske Leye Best Play Back Singer Ka Kannad FilmFare Award Mila Uske Baad Neha Kakkar Ne Baohut Se Super Hit Song Diye Or Dekhte Dekhte Vo Bollywood Ka Bada Naam Ban Gye
Shreya Ghoshal
Female Singer Of Bollywood |
Indian Music Industries Ko Puri Duniya Bhar Me famous Krne Wale Most Buetyful Singer Shreya Ghosal Ka Janam 12 March 1984 Me Hua Tha Ye Na Sirf Singer He Nhi Balki Ek Music Director, Composer, Bhi Hai
Inko 4 Baar FilmFare award Bhi Mil Chuka Hai Iske Alava baohut Se our Award Bhi Mile Hai or
6 Time Best Play Back singer Ka National Award Bhi Mila Hia
Shreya Ghosal Ne 4 Saal Ke Age Se He Ye Music Me Practice Chalu Kr Di Thi Or Shreya Ne Singing Reality Show Sa Re Ga Ma Pa Ma Participate Kiya or Usko Jeeta Bhi
Shreya Ghosal Ne 4 Saal Ke Age Se He Ye Music Me Practice Chalu Kr Di Thi Or Shreya Ne Singing Reality Show Sa Re Ga Ma Pa Ma Participate Kiya or Usko Jeeta Bhi
Unki First As a Playback Singer Dubet Movie Devdas Thi Movie ko Sanjay Leela Bansali Ne Direct Kiya Tha Ise Song Ke Leye Unko National Award Bhi Mila Tha Or Iske Alva R.D Barman Award Ki Bhi Ye Winner Rah Chuki Hai
Or International Platform Pr inko America Ke Governer Ne Inke Sammaan Ke Leye 26 June 2010 Ko Shreya Ghose Day Ke Rup Me rakh Diya
Unko International Magine Ne Top 100 celebrity n The World Me 5 Position Pr Rakha Tha
Alka Yagnik
BOllywood Me Most Melody Song OR Most Solo Hit Song Dene Wali Alka Yagnik Ji Ka Janam 20 Macrh 1966 Me Hua Tha 3 Genration Tak Singing Safar Pura kRne Wali Alka Yagnik Ji 7 Baar FilmFare Award Jeet Chuki Hai Or 36 Baar Inke Gaane Nomitate hue Hia Or 2 Baar National Award Bhi Jeet Chuki Hai
Best Bollywood Track All Time Me Inke 4 Song Hai Or Inke Gaane Music Charts Insight List Of Top Global Artist Li List Me inko 1 Position Mile Hai 90s Ke Time Me Alka Ji OR Kumar Sanu Ne Milkra 50 Se Jydaa Super Hit Song record Kiye
Inke Naam Sabse Jydaa Solo Hit Song Gaane Ka Record Hai
Kanika Kapoor (Corona Controversy )
Female Singer Of Bollywood |
Baby Doll Me Sone Ki Song Se Famus Hone wali Kanika Kapoor Lucknow Ki Rahne wali Hai Inka Janam 21 August `1978 me Hua Tha Kanika Ko Bacpan Se He Singer Banana Tha
Unka Sing Career 2012 Me Aya Unka Album Jugni Ji Se Start Hua But inko Phla Bollywood Chanse Meet Bros Ke Sath Baby Doll Me Sone Di Song Me Mila Jiske Leye Unko FilmFare Ka Best Playback Singer Ka Award Bhi mila Firr 2014 Me Happy New Year Me Kanika Ke 2 Gaane Gye Jisme Kamli Or Lovely Song Gaya or 2015 Me Roy Movie Ki Chitiya Kalliyan Se Vo Bollywood Me As A Playback Singer Ke Roop Me Dekhi Jaane Lagi Firr, Jab tak hai Jaan (2015) Udta Panjab (2016) Me Da Da Dashe Song Ke Leye Best Singer Ka FilmFare Award Mila or 1997 me Kanika Ne Raj Chandka Se Shaadi Kr Li
Kanika Kapoor Ki Laparwai Ke Karan Kanpur me Corona Virus Ne Entry Ki Jisse Baohut Logo Ab Tak Infected Ho Gye Hai Jiske Leye Inke Khilaaf Fir Bhi Dar Hui Tih
Kanika Kapoor Hits
Sunidhi Chauhan
Bollywood Ki Most Talented Singer Me Se Ek Maani Jaane Wali Sunidhi Chauhan Bollywood Ki Ek Famous Playback Singer Hai
12 August 1983 Me Inka Janam Hua 4 Saal Ki Age me He Sundihi Ne Singing Sikhna Start Kr Diya Or 12 Saal Ki Age me Sunidhi Local Party Or Jagran me Gaana Gaati Thi
Unko Bollywood Me Sastra Movie Me As A Play Back Singer Entry Ki
Usse Saal Sunidhi Ne Singing Reality Show Bhi Jeeta uske Baad me 1999 Me ayi Movie Mast Me “Ruki Ruki Se Hai” Song Ke Leye R.D Barman Award Mila Iske Agle Saal Sunidhi ne Best Film Fare Award Bhi Jeeta
Usse Saal Sunidhi Ne Singing Reality Show Bhi Jeeta uske Baad me 1999 Me ayi Movie Mast Me “Ruki Ruki Se Hai” Song Ke Leye R.D Barman Award Mila Iske Agle Saal Sunidhi ne Best Film Fare Award Bhi Jeeta
2000 ME Ayi Movie Fiza Ke Leye Sunidhi Ko Best Play Back Singer Ka National Award Mila
Singing Ke Sath Sath Sunidhi Ne Bahout Saare Show Me As A Judge Nazar Ayi or 2015 Me the Voice Reality Show Ko Sunidhi Chauhan Ne Suru Kiya Tha
Palak Muchhal
BOllywood Ka Future Or Ek Very Talented Singer Ke Rup Ke Khud Ko Saabit Kiya Hai Palak Ne Ek Tha Tiger (2012) Ashiqe 2 (2013) Kick (2014) Action Jackson (2014) Prem Ratan Dhan Payo (2015) Movie Me Awaaz ka Jaadu Chalaya Or Bollywood Ke Bade Superstar Se Unki Awaaz kO Baohut Jaydaa Pasnd Kiya gya
Palak Ko Bacpaan Se He Singing Ka Souk Tha Pachpan Se Lake Apni Adult Hone Tak Unke 6 Album Launch Hue jab Vo 9 Year Ki Thi To Unka Phla Album 2001 Me Launch Hua Jisa Naam “Children For Children” Tha 2003 Me Palak Ka Second Album aya Jisa Naam “palken” Tha Bollywood Me Career Banene Ke Liye Vo Mubai Chli Ayi
2011 Me Unko Apna Phla gaana Damadam Gaane Ka Chance Mila Jo Logo Ko Pasnd Aya Firr Palak Ne 2012 Me ek Tha Tiger Me Gaana Gya Or vhaa Se Inko Baohut Popularity Mile or Logo Ne Inka Gaana Baohut Pasand Kiya
InKa Most Famus Song KOun Tujhe U Pyaar Krega (Dhoni The unTold Story) Me Vo Apne Aap Ko bollywood Me Talanted Singer Saabit Kr Diya
QNA
1. Who Is No 1 Female Indian Singer ?
Answer – Lata Mangeshker
2. Who Is The Best Female Singer In Bollywood ?
answer –
Lata Mangeshker
Sunidhi Chuhan
Neha Kakkar
Sherya Ghosal
Alka Yaganik
3. Who Is No 1 Singer in Bollywood
answer – Sonu Nigam